Life Is Difficult.........

Zindgi kuch kash nahi ye yaaro,
matlabi hai badi Zalim bhi hai yaaro,
Ise parwah nahi tumhari ki tum kya ho,
ye to bus chalti hai aur khatm ho jati hai yaaro.

Agar jena hai to kudh ko sambhalo yaaro,
nahi to ye zindge katin hai mere pyaro.

khud ko karo taiyaar kuch karne ko is tarah,
ki kadam chume ye jagah tumhare kuch is tarah,
sir ko ucha rakh kar phir chalo tum is rah par,
ki manzil khud tumhare pass aaye ye dekh kar.

hosla rakho buland aur ankhe ho nisane par,
tabhi kuch kar sakhoge mere dost is rah par.

Yun to chalne ko raste  haihazar,
par chalna sabhi par hai bada hi dusbaar,
Har jagah kante hi kante hai yaha,
Par tume chalna bhi padhega ma mar k yaha.

Sab chintao k chodkar bus tu chalna to sikh le,
phir pahuchega tu jarur ek din ye bhi tu man le,
mana ki aayengi  rukawate hazar,
aur karni padh sakti hai tujhe kai minnate baar baar,

hoga safal tu ek din ye bhi sach hai,
bus chalna hoga tujhe kyoki ye zindge nahi aasan ye bhi sach hai...............................................................................


Ashutosh Shakya

Comments

Popular posts from this blog

Selena Gomez Debut album "STARS DANCE"

How to Solve the login problems in latest computer games